How to apply passport online passport online Kaise apply kre hindi

How to apply passport online passport online Kaise apply kre hindi
How to apply passport online passport online Kaise apply kre hindi

Online Passport Apply Karne Ka Tarika Jo Ki Aap Ka Time Bacha Sakta Hai. Aap Ko Pata Hai Jab Hum Passport Banwana Chahte Hai To Bahut Si Pareshaniyo Ka Samna Karna Pad Ssakta Hai.

Or Passport Office Ke Chakar Lagane Pad Sakye Hai. Aksar Hum Passport Ke Liya Kisi Na Kisi Ke Pas Jate Or Un Se Passport Banwane KE Liye Unki Bato Me Aajate Hai Or Un Se Hume Koi Fayda Nahi Hotaa Hai. Or Un Ke Pass Jane Se Haara Time Or Pesa Dono Hi West Hota Hai. Or Kuch Hasil Nahi Hoya Hai.
How to apply passport online passport online Kaise apply kre hindi

Or Samne Se Time Or Pesa West Hota Hai.. Is Post Ke Jariye Aap Apna Passport Form Khud Hi Apply Kar Sakte Hai. Oe apna Time Or Pesa Done Hi Bacha Sakte Hai.

How to apply passport online passport online Kaise apply kre hindi

Jis Ke Karan Aapka Time Or Pesa Dono Hi West Nahi Hoga Or Kuch Na Kucha Karne Ka Hosla Hi Bana Rahega.. Ab Aaj Ke Bad Aesa Nahi Hoga Ki Aap Apna Time Or Pesa Dono Hi West Nahi Karna Padega Kyo Ki Aaj Ki Is Post Me Me Aap Ko Passport Form Bharne Ka Tarika Batane ja Rha Hu Or Ummed Karta Hu Ki Aap Ko Is Post Me Kuch Fayda Jarur Hoga. Online Kese Kare Apply Passport ?

1. Sabse Pehle Passport Seva Web Site Par Jaye। Yaha New User Par Click Kare, Isase App Rejection Page Par Pahunch Jayenge।
https://portal2.passportindia.gov.in/AppOnlineProject/online

2. Ab Apne Shhar Ke Passport Office Ko Click Kare। Aap Ka Name jesa Document Par likha Ho Thik Wesa Hi Name Bhare। Form Ko Ache Se Padkar Pura Bhare। Iske Bad Register Par Click Kar De।

 3. Aap Ka Account Ban Chuka HaiBad Me Passport Seva Ki Web Site Par Wapas Jay

4.  Login Batan Par Click Kare

5. Apna E-Mail ID Likhe Or Continue Par Click Kare

 6. Apna Email, Password or Image Me Corrector Ko Type Kare Iske Bad Login Par Click Kare

 7. Apply for Fresh Passport/Reissue of Passport Par Click Kare

8. Iske Bad Aapko Do Option Diyr Jayenge Ya TO Aap Online Hi Form Bhar Sakte hai. Ya Fir Form Ko Download Kar Use Bhar kar Fir Wapas Web side Par Upload Kar Sakte Hai
How to apply passport online passport online Kaise apply kre hindi

9. Agar Aap Offline Form Bharna Chahte Ho To Click here to download the soft copy of the form Par Click Kare Yahe Alternative 1 Page Par Pehle Subheading Mojud Rehta Hai.

10. Wahi Agar aap Online Form Bharna Chahte To aap Click here to fill the application form online Wale Option Par Click Kare Yahe Alternative 2 Page Ke Andar Mojud Rahta Hai

11. Iaske Bad Aapke Samne New Passport Ya Normal Ya Tatkal 38 Page, Ya 60 Page Ke Option Aayenge Apni Suvidha Ke Mutabik Wikalp Chunkar Next Page Par Click Kare.

12. Yaha Aap Ko Khid Se Sambandit Kuch Jankariya Bharni Hogi Dhyan Rakhe Ki Yaha Bhari Ja Rahi Sabhi Jankariya Purn Rop Se sahi HO Jab Form Bhare To Niche Diye Submit Application Batan Par Click Kar De.
How to apply passport online passport online Kaise apply kre hindi

13. Iske Bad 9 We Number Step Me Jis Web Page Ka Jikar Kita Gya Hai. Waha Jaye Or Yaha Submitted Applications Par Click Kare

14. Yaha Se Aap Apni Application Ko Dekh Payenge Ab Aap Ko Side Me Bane Redeo Batan Par Click Karna Hai. Fir Pay and Schedule Appointment Par Click Karna Hai.

15. Ab Online Payment Select Kare Or Next Par Click Kar De.

16. Ab Aapke Shehar Me Mojud Passport Seva Kendra Ki Suchi Scrim Par Aayegi Iame Appointment Ke Liye Sabse Najdiki Ki Date Or Time Ka Bhi Opction Hoga

17. PSK Location Ke Side Me Bane Drop Down Menu Me Se Apni Suvidha Ausar Ek Viakalp Ka Chunaw Kare

 18. Ab Aapke Samne Ek Image HOgi Jisme Bane Sabado Ko Type Karna Hoga Fir Next Par Click Kar De Iake Bad Pay And Book Appointment par Click Kar De

19. Ab Aap Pement Getway Page Par fir  Jayege Jese Hi Pament Ho Jayega Aap Dobara Passport Seva Ki Web Site Par Pahunck Jayenge

 20. Yaha Appointment Confirmation Ka Page Hoga Taha Aapke Appointment Ki Details Bhi Mojud H

21. Iske Bad Aap Apni Application Ka Print Out Le Le.

22. Agle Page Par Aap Receipt Ka Preview Dekh Payenge Ek Bar Fir Print Application Receipt Par Click Kare Aesa Karne Ke Bad Aap Apne Appointment Conformation Ka Print Out Le Payenge

How to apply passport online passport online Kaise apply kre hindi

  •  23. Aap Ko Passport Seva Kendra Par Entry Ke Liye Is Risipet ke Print Out Ki Jarurat Padegi Iske bad Passport Office Jayenge To Aapke Pass Sabhi Document MojudHoge Aese Me Yaha Aap Ko Jayadha Time nhi WestNahi Karna Padega

2 comments

  1. We are really grateful for your blog post. You will find a lot of approaches after visiting your post. Great work Real passport for sale

    ReplyDelete

Author Details

Hey gay's I am Amjad and my passion is bloging and give 100% genuine content and I give you a valuable content so gay's support me